When I first saw you, my attention you did hold.
Your smile mesmerized me and my eyes searched your soul.
Thursday, August 12, 2010
Tu hai...
Tu saath hai, tu pass hai
Ek ajnabee ehsaas hai
Teri khushboo saanson mein
Meri chahat ka abhas hai
Meri nazarein harpal dhundein tujhko
Tujhme aisi bhi kya baat hai
Dil tujh bin udaas rehta
Tu lagta mujhko khaas hai
Ek ajnabee ehsaas hai
Teri khushboo saanson mein
Meri chahat ka abhas hai
Meri nazarein harpal dhundein tujhko
Tujhme aisi bhi kya baat hai
Dil tujh bin udaas rehta
Tu lagta mujhko khaas hai
Thursday, August 5, 2010
Guzarish
Yeh guzarish hai tumse...
ek baar apni palkein uthakar is taraf to dekho
hamari nazron se apni nazrein mila kar to dekho
jism ko nahin ruh ko dekho
agar humse pyaar na kar baetho to kehna
ek baar hamare dil ki gehrai me jhaank kar to dekho.
ek baar apni palkein uthakar is taraf to dekho
hamari nazron se apni nazrein mila kar to dekho
jism ko nahin ruh ko dekho
agar humse pyaar na kar baetho to kehna
ek baar hamare dil ki gehrai me jhaank kar to dekho.
Wednesday, August 4, 2010
Teri Nazrein...
कुछ कहती हैं मुझसे तेरी नज़रें...
महफ़िल की ख़ामोशी में,
भीड़ की तन्हाई में,
सरगम की मिठास में,
बूंदों की आवाज़ में,
चुपके से...
कुछ कहती हैं मुझसे तेरी नज़रें...
महफ़िल की ख़ामोशी में,
भीड़ की तन्हाई में,
सरगम की मिठास में,
बूंदों की आवाज़ में,
चुपके से...
कुछ कहती हैं मुझसे तेरी नज़रें...
Subscribe to:
Posts (Atom)